Gmail Par Kisi Bhi Id Ko Block Kese Kare

Gmail ko kaafi log pasand karte hai lekin kayi baar hume aise mail aate hai jinhe hum rokana chahte hai lekin aisa ho nahi pata hai hum ushko facebok ki tarh block nahi kr sakte but main aapko gmail pr kisi ko block kese kare bataunga Aap bs step Follow karo

1. Gmail Khole Or Ushe Sign In kare ( Fir top pr bane search baar main daye kone pr nile rang wale search button ke kone main bane arror down ke nisan pr click kare

2.Ab from main ush id ko daale jise aap block karna chahte hai.. Uske baad aap Create filter pr click kare, aisa karne pr ush mail id se aane wale mail apne aap tras folder main chale jayenge, Aapko inh mail ka koi notifiction nahi milega or ye 30 din baad apne aap delete ho jayenge..

3. Agar aap kisi main pr hai or ush id ko block karna chahte haito aap reply ke bagal main dikh rahe dawn arro ke button pr click kare ushe baad filter like this pr jaye.. ab pichle nirdesh ka palan kare...
Appko di gayi jaankari sahi lagi to plz comment box main apna jawab de....


Comments

Popular posts from this blog

How To Use E-Library Application and How to create SSO ID ( ई-लाइब्रेरी एप्लीकेशन का उपयोग कैसे करे और एस एस ओ आईडी कैसे बनाये )

Youtube Se Video Download Kaise Kare

Facebook Par Page Kese Banaye